Roman script

tora saajan aayo tore des

badali badra badala sawan

badala jag ne bhes re

tora saajan aayo tore des

ninde ninde rehti hai aaj kal

bas uske hi khwabo ke libaz me

jane kab tham gaye ye kadam

ek uske hi ghar ke paas me

main raasta bhula main apna raasta

bahara bahara hua dil pahli baar ve

bahara bahara ke chain to hua farar ve

bahara bahara hua dil pahli pahli baar ve

wo jo lafz the bande huye, labo pe khul gaye

main use mila to rang se hai

mujh me ghul gaye kuchh is kadar

mujh me ab hu kidhar

main hu kidhar kya batau, sirf usko hai pata

bahara bahara hua dil pahli baar ve 

bahara bahara ke chain to hua farar ve

bahara bahara hua dil pahli pahli bar ve

tora saajan aayo tore des

badali badra badala sawan

badala jag ne bhes re

tora saajan aayo tore des

ninde ninde rehti hai aaj kal

bas uske hi khwabo ke libaz me

jane kab tham gaye ye kadam

ek uske hi ghar ke paas me

main raasta bhula main apna raasta

bahara bahara hua dil pahli baar ve

bahara bahara ke chain to hua farar ve

bahara bahara hua dil pahli pahli baar ve

Explore this song