Roman script

jhukte hai jaha saabi tera wo aasta
jhukte hai jaha saabi tera wo aasta
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
jhukte hai jaha saabi tera wo aasta
jhukte hai jaha saabi tera wo aasta
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
tu kamre bani hassim zohra ki tu dua hai 
tu kamre bani hassim zohra ki tu dua hai 
saaya tere alam ka do jag pe ba khuda hai 
saaya tere alam ka do jag pe ba khuda hai 
tere alam ko chumne jhukta hai aasma
tere alam ko chumne jhukta hai aasma
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
shere khuda hai baba aur shere kar bala tu
shere khuda hai baba aur shere kar bala tu
tere dar pe jo bhi aaye
mushkil kare kusha tu
tere dar pe jo bhi aaye
mushkil kare kusha tu
tere diye jalata hai isliye jahan 
tere diye jalata hai isliye jahan 
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
tu shanshah wafa ka do jab pe teri shahi
tu shanshah wafa ka do jab pe teri shahi
panjtan hai tujh pe naaza aisi wafa nibhayi
panjtan hai tujh pe naaza aisi wafa nibhayi
saahid tere alam pe panjtan ka ye nishan
saahid tere alam pe panjtan ka ye nishan
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
jhukte hai jaha saabi tera wo aasta
jhukte hai jaha saabi tera wo aasta
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
maula abbas tere dar sa duniya me dar kaha 
aji abbas tere dar sa duniya me dar kaha

Song details

Song video

Watch on YouTube