Roman script

badnam na ho jau ae aansuo na behna ae mere dil ke tufa
ankho me band rehna duniya se na kehna
badnam na ho jau nakamiyo ne dil ki khilti kali
masal di nakamiyo ne dil ki khilti kali
masal di phoolo ke badle humne 
aashko ka har pehna ye pyar ka 
hai gehna badnam na ho jau
kitne sitam uthaye kuch yad bhi nahi hai
kitne sitam uthaye kuch yad bhi nahi hai
hotho pe ab humare fariyad bhi nahi hai
sikha hai zulm sehna badnam na ho jau
tufan badh raha hai or dur hai kinara
tufan badh raha hai or dur hai
kinara tinke ka bhi nahi hai dil ke liye sahara 
ye ja ke unse kehna badnam na ho jau

Song details

Song video

Watch on YouTube