Roman script

ho gayi hai meri bhi umnge javan haye haye 

are ab kisi ke milan ko milan ko tadpati jaan 

ke tham le aake ab koi mera hath

are aisa bol na to thoda to thoda 

to thoda sharma

ke kah dungi mai dil ki baat kya kahegi unse

mai kahungi tumhe pyar karti hu mai

haye tu ladki hai kya to ye kahunga

tumhe pyar karta hu mai haye haye ladka hai kya tu

na kahungi na kahunga to kya karunga re

kya kahu apne unko haye haye haye

kya kahu apne unko meri bebsi

badi mushkil me jaan hai fasi fasi re

badi mushkil me jaan hai fasi haye haye 

badi muskil me jaan hai fasi 

aye fasi re haye badi muskil 

me jaan hai fasi fasi re badi muskil

me jaan hai fasi

haye haye badi muskil me jaan hai fasi

naam kya kya rakha sab ne nachij ka

rakhi padma haye chhaya haye rekha

naam kya kya rakha sab ne nachij ka

naam kya kya rakha sab ne nachij ka

haye haye mujhko banaya hai kyo beech ka

haye mujhko banaya hai kyo beech ka

na to ladka mare na to ladki mare

mori tanha javani re hay

kya kare na juda na na juda na

milan ki khushi badi muskil me jaan hai fasi

haye haye badi mushkil me jaan hai fasi

fasi re badi mushkil me jaan hai fasi

fasi re badi mushkil me jaan hai fasi

haye haye badi mushkil me jaan hai fasi

na kisi ke mai sapno ki rani bani

na kisi ke mai sapno ki rani bani

na hi  sapno ka raja bana dil kabhi

na khile more aangan haye re phul

bina phal phul ke mai hu kaisi babul

ji me aaye kya ji me aaye

karu khud khushi khud khushi

badi muskil me jaan hai fasi 

haye haye badi muskil 

me jaan hai fasi fasi

re badi muskil me jaan hai fasi

fasi ha badi mushkil me jaan hai fasi

haye haye badi muskil me jaan hai fasi

ho bich dhare me bich dhare me 

ho bich ho bich ho bich

ho bich dhare me naiya fasi hai prabhu

bich dhare me naiya fasi hai prabhu

naiya kardo idhar ya udhar he prabhu

julfo ke saye me jindgani kate 

javan mard koi mujhpe mar mite

aaye mere aaye mere are mere mere kya

aaye mere labo pe hansi hansi re

badi muskil me jaan hai fasi

haye haye badi muskil

me jaan hai fasi badi muskil me

badi muskil me 

badi muskil me jaan hai fasi fasi ha fasi re

badi muskil me jaan hai fasi haye haye 

badi muskil me jaan hai fasi

Explore this song