Roman script

dur duniya se chala hu meri maiyat ko sambhalo

dur duniya se chala hu meri maiyat ko sambhalo

uth gaya hu mai jahan se uth gaya hu mai jahan se

apne kande pe utha lo 

dur duniya se chala hu meri maiyat ko sambhalo 

dur duniya se chala hu lautne wala nahi hu 

dur duniya se chala hu lautne wala nahi hu 

mere pyaro ye samajhna dur badal me kahi hu 

muh chuppana hai hi achcha

ye kafan chehre pe dala uth gaya hu mai jahan se

apne kande pe utha lo dur duniya se chala hu

lautne wala nahi hu 

mund li maine jo aankhe bujh gaye hai chand taare 

mund li maine jo aankhe bujh gaye hai chand taare 

ja ke ab toofan se kah do aa gaya hu mai kinare 

karke matam mere yaaro mujhko uljhan me na dalo

uth gaya hu mai jahan se mujhe apne kande pe utha lo 

dur duniya se chala hu lautne wala nahi hu 

dur duniya se chala hu meri maiyat ko sambhalo

dur duniya se chala hu

Explore this song