Roman script

badi dur se aayi hu main tera dil behlaane 
main to teri ho chuki koi maane naa maane 

badi dur se aayi hu
dildaar ho gaya tu jab thak ke so gaya tu 

behosh mere sapno me kho gaya tu 
main chori se aakar baithi tere sihrane 
main to teri ho chuki koi maane naa maane 
badi dur se aayi hu
har raat chaandni hai ab har ghadi khushi hai 

hum tum mile hai jabse duniya nayi basi hai 
shabnam phulo se kahti hai mere tere afsaane 
main to teri ho chuki koi maane naa maane 
badi dur se aayi hu main tera dil behlaane 
main to teri ho chuki koi maane naa maane 
badi dur se aayi hu

Song details

Song video

Watch on YouTube