Roman script

badal jaye duniya na badalenge ham, tumhari kasam

tumhare hain ki jab tak dam me hai dam, tumhari kasam

kaho nam kaa ulfat ka badnam kyon hai 

hamari wafao pe iljam kyon hai

batao toh hoga tumhara karam, tumhari kasam

badal jaye duniya naa badalenge ham, tumhari kasam

yeh mana hai mushkil muhabbat ki rahe

agar dal do tum baho me bahe

khushi se sahenge tumhare sitam, tumhari kasam

badal jaye duniya naa badalenge ham, tumhari kasam

jahan tak jahan key najare rahenge

tumhare rahe hain tumhare rahenge

na dolenge ulfat me apne kadam, tumhari kasam

badal jaye duniya na badalenge ham, tumhari kasam

Explore this song