Roman script

o baad muddat ke hua 

dur andhera gam ka

o aaj se phir meri 

kismat ka sitara chamaka

kar sakega na juda tumko 

kabhi humse zamana 

kar sakega na juda tumko 

kabhi humse zamana 

chal sakega na kisi ka bhi

koi humse bahana

kar sakega na juda tumko 

kabhi humse zamana

kar sakega na juda tumko 

kabhi humse zamana  

jo sharte lagai thi, hui aaj wo puri

ki hui aaj wo puri

sachchi hai mohabbat to, rahe kaise adhuri

to rahe kaise adhuri

pad ke duniya ke jhamelo me 

kahi bhul na jana 

pad ke duniya ke jhamelo me 

kahi bhul na jana 

chal sakega na kisi ka bhi 

koi humse bahana

kar sakegaa na juda tumko 

kabhi humse zamana  

o kaliyaan hai kahi, phul kahi chand sitare

diwana hua jata hain, dil pyaar ke mare

aao phir gaye gale mil ke 

mohabbat ka tarana

aao phir gaye gale mil ke 

mohabbat kaa tarana

chal sakega na kisi ka bhi 

koi humse bahana

chal sakega na kisi ka bhi 

koi humse bahana

kar sakegaa na juda tumko 

kabhi humse zamana  

kar sakegaa na juda tumko 

kabhi humse zamana

Explore this song