Roman script

bach ke balam kahaa jaaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

hume tum pichhe pichhe paaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

aaj to saiyaa mora zamaanaa

jaaye na khaali meraa nishana

aaj to saiyaa mora zamaanaa

jaaye na khaali meraa nishana

maarungi tirchhi najariyaa

chhodun na tohe saanvariya

bach ke balam kahaa jaaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

hume tum pichhe pichhe paaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

preet ka kajraa nain me dole

man me jawaani khaaye hichkole

preet ka kajraa nain me dole

man me jawaani khaaye hichkole

thahre na sir pe chunariyaa

chhodun na tohe saanvariya

bach ke balam kahaa jaaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

hume tum pichhe pichhe paaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

jaaoge kaise mod ke baiyaa

tum se ladungi aaj mai saiyaa

jaaoge kaise mod ke baiyaa

tum se ladungi aaj mai saiyaa

dekhegi sagri bajariya

chhodun na tohe saanvariya

bach ke balam kahaa jaaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

hume tum pichhe pichhe paaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

bach ke balam kahaa jaaoge

Explore this song