Roman script

umar hain sathrah saal

itni lambi choti hain

dekho meri aankh bhi

satrang ki goti hain

are baby tu chhoti hain 

baby tu chhoti hain 

umar hain sathrah saal

itni lambi choti hain

dekho meri aankh bhi

satrang ki goti hain

chori se tum sab kya baatein karti ho

mujhko batlaao kyu mujhse darti ho

khud ko tum itna khiladi na samjho

mujhko tum itna anadi na sanjho

accha ye batao pyar kya chiz hoti hain

are baby tu chhoti hain 

baby tu chhoti hain 

umar hain sathrah saal

itni lambi choti hain

dekho meri aankh bhi

satrang ki goti hain

kaliyon ko bhawra kyu chuma karta hain

parvat pe badal kyu jhuma karta hain

bataao kaise, main kya janu

tujh pe bhi jis din jawani aayegi

teri samajh me ye kahani aayegi

ha jaagta hain farsh kyu jab duniya soti hain

are baby tu chhoti hain 

baby tu chhoti hain 

baby tu chhoti hain 

baby tu chhoti hain 

umar hain sathrah saal

itni lambi choti hain

dekho meri aankh bhi

satrang ki goti hain

la la la lla la la la

la la la lla la la la

baby tu chhoti hain 

baby tu chhoti hain 

baby tu chhoti hain 

baby tu chhoti hain

Explore this song