Roman script

baba chocolate laaye

akeli kaun khaaye balam nahi

ha ha balam nahi, ha ha balam nahi

baba chocolate laaye

akeli kaun khaaye balam nahi

ha ha balam nahi, ha ha balam nahi

main jhuli thi sawan hindole

main jhuli thi sawan hindole

gaune ko piya more aaye

gaune ko piya more aaye

akeli kaun khaaye balam nahi

ha ha balam nahi, ha ha balam nahi

haath paanv me mehandi rachai

haath paanv me mehandi rachai

ninan me rasiya rachaye 

ninan me rasiya rachaye 

akeli kaun khaaye balam nahi

ha ha balam nahi, ha ha balam nahi

baba chocolate laaye

akeli kaun khaaye balam nahi

ha ha balam nahi, ha ha balam nahi

ghor dupehri me kaanch ke bartan me

ghor dupehri me kaanch ke bartan me

jaaye karun chulha chauki

jaaye karun chulha chauki

saanjh gayi mori dev karam me

saanjh gayi mori dev karam me

raat hai more piya ki, piya ki

raat hai more piya ki, piya ki

piya odhaniya odhaye

piya odhaniya odhaye

akeli kaun khaaye balam nahi

ha ha balam nahi, ha ha balam nahi

Explore this song