Roman script

baat ye kya hai jo baat hi rah gayi

labh hile the magar honto pe ruk gayi

ajib hai yeh kashmakash ki chup rahu nya bol dun

tumhi kaho yeh raaz-e-dil chupau main ya khol dun

socha tha rok kar tumko us mod par haal kar dunga baya

samne jo aaye tum ho gaya hosh gum chup rahe bebas zuba

main yahan besabar, tum wahan bekhabar kab talak ye fasle

kash ho aisa kabhi padh lo tum ankhe meri bat kuch aage chale

baat ye kya hai jo baat hi rah gayi

labh hile the magar honto pe ruk gayi

ajib hai yeh kashmakash ki chup rahun ya bol dun

tumhi kaho yeh raaz-e-dil chupau main ya khol

Explore this song