Roman script

baat adhuri rah gayi us din 

aaj mujhe kah lene do 

baat adhuri rah gayi us din 

aaj mujhe kah lene do 

baat adhuri

gagan mahal mein deepak gate 

jal gayi ratiya dip jalake

gagan mahal mein deepak gate 

jal gayi ratiya dip jalake

prit agan kab kam deepak se 

pal pal jalna hoga tujhe bhi 

baat adhuri rah gayi us din 

aaj mujhe kah lene do 

baat adhuri

dur bahut hai man ka basera 

chhod chale tum sath kyo mera 

dur bahut hai man ka basera 

chhod chale tum sath kyo mera 

kaise pahucha daman dil par 

jeena hoga ghadiya gin gin kar 

baat adhuri rah gayi us din 

aaj mujhe kah lene do 

baat adhuri

Explore this song