Roman script

ayodhya ayodha hum chal pade ayodhya

na jane kaisa hoga 

mere sapno jaisa hoga 

tp ghadi ghumao 

sab jaldi se aao

hume le chalo aayodha

ayodhya ayodha

hume le chalo aayodha

kya milenge shri ram 

or maharani sita

laxman sikhaye dhanushban chalana 

jaise ek yodha

ramayan sunao sabko ga ga kar

hanuman ki puch se mai khelunga 

or ram ke vachno ka palan kerunga

ayodhya ayodha hum chal pade ayodhya

Explore this song