Roman script

ayodhya ayodha hum chal pade ayodhya

ayodhya ayodha sach huye sapne

na jane kya kya hoga mere sapno jaisa hoga 

to gadi ghumao sab jaldi se aao

hume le chalo aayodha ayodhya ayodhya

chale chalo aayodhya

kya milenge shri ram aur maharani sita

laxman sikhaye dhanushban chalana jaise ek yodha

ramayan sunao sabko ga ga kar

apne sitar ki taal par

hanuman ki punchh se main khelunga 

aur ram ke vachno ka palan karunga

ayodhya ayodha hum chal pade ayodhya

ayodhya ayodhya chale chalo aayodhya

darbha kya ye sach hai

sadke sunhari hai

sunhari hai mandir ki ghantiya

shurveer rajao ke gun gaati hai sari ye duniya

ajubao ka desh swarg hai wo

suraj ki tarah chamakta hai wo

rang birange phul aur panchhi milte hai

hari bhari ghas ko dekh kar

hatti nahi usse najar

ayodhya ayodha hum chal pade ayodhya

ayodhya ayodha sach huye sapne

aur kitni dur jana hai

utni hi dur jana hai

are dekho dosto hum pahunch gaye

pahunch gaye hey

ayodhya ayodha

ayodhya ek adhbhudh lok ayodhya 

ayodhya ayodha

jaye hum log

ayodhya ayodha

ayodhya ek adhbhudh

Explore this song