Roman script

aye sharba aye sharba aye sharba

us rah ka rahi hai tu hai tujhko kiski justzu

hogi teri manjil kaha aye sharba sharba aye sharba sharba

koi nahi manjil nahi manjil hai manjil ka nisha

aye jane ja jane ja aye jane ja jane ja

mujhko bhi apne sath le ye hath mere hath le

ye hath mere hath le mushkil bahut hai raste

aasan hai mere waste aasan hai mere waste

raste ki sab dushwariya aye sharba aye sharba

aye jane ja aye jane ja

agar tumko khud pe yaki

mushkil koi mushkil nahi

mushkil koi mushkil nahi

hasta rahega har fatar katta rahega ye safar

katta rahega ye safar badhta rahega ye karwa

aye sharba aye sharba aye jane ja aye jane ja

bad kar na thehre fir kadam 

ye shokh ka dastur hai ye shokh ka dastur hai

teri mohabbat ke liye

sab kuch mujhe manjur hai

sab kuch mujhe manjur hai

le chal mujhe chahe jaha

aye sharba aye sharba aye sharba aye sharba

aye jane ja aye jane ja aye jane ja aye jane ja

aye sharba aye sharba aye sharba aye sharba

Explore this song