Roman script
itni hasrat se bahaaron, tumhe ham dekhte hain kabhi zanjeer kabhi apne kadam dekhte hain ho na ho ishq ki manzil hai kareeb aa pahunchi aaj kuch dard e jigar, pahle se kam dekhte hain ae meri maut thahar, hosh mein aa lun to chalun aakhri geet mohabbat ka sunaa lun to chalun ae meri maut thahar ek naye daag ki is dil mein jagah baaki hai ek naye daag ki is dil mein jagah baaki hai aur ek chot kaleje pe jo khaa lun to chalun aakhri geet muhabbat ka sunaa lun to chalun ae meri maut thahar, hosh mein aa lun to chalun aakhri geet muhabbat ka sunaa lun to chalun ae meri maut thahar zindagi meri nahin hai ye amaanat uski zindagi meri nahin hai ye amaanat uski apne taqdeer ke maalik ki duaa lun to chalun aakhri geet muhabbat ka sunaa lun to chalun ae meri maut thahar, hosh mein aa lun to chalun aakhri geet muhabbat ka sunaa lun to chalun ae meri maut thahar
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Payal (1957)
- Composer: Hemant Kumar
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Sunil Dutt
- Actor: Padmini
- Actor: Agha
- Actor: Achla Sachdev
- Actor: David
- Actor: Naaz
- Actor: Baby Naaz
- Actor: Ragini
- Actor: Bipin Gupta
- Actor: Minu Mumtaz
Song video
singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
actor: Sunil Dutt, Padmini