Roman script

ae mere dil kahi aur chal

gham ki duniyaa se dil bhar gayaa

dhundh le ab koi ghar nayaa

ae mere dil kahi aur chal

gham ki duniyaa se dil bhar gayaa

dhundh le ab koi ghar nayaa

ae mere dil kahi aur chal

chal jahaan gham ke maare naa ho

joothhi aashaa ke taare naa ho

in bahaaro se kyaa faayada

jis mein dil ki kali jal gayi

jakham fir se hara ho gaya

ae mere dil kahi aur chal

chaar aansu koi ro liyaa

fer ke muh koi chal diyaa

chaar aansu koi ro liyaa

fer ke muh koi chal diyaa

fer ke muh koi chal diyaa

loot rahaa thaa kisi kaa jahaa

dekhati rah gayi ye jamin

chhup rahaa berahum aasamaan

ae mere dil kahi aur chal

Explore this song