Roman script

awara hoon awara hoon ya gardis 
mein hoon aasmaan ka tara hoon 
awara hoon awara hoon ya gardis 
mein hoon aasmaan ka tara hoon 
awara hoon awara hoon
ghar war nahi sansar nahi 
mujhse kisiko pyar nahi 
mujhse kisiko pyar nahi 
es baar kisi se milne 
ka ikrar nahi 
mujhse kisiko pyar nahi 
sunsan nagar aanjan nagar 
ka pyara hoon 
awara hoon ya gardis 
mein hoon aasmaan ka tara hoon 
awara hoon awara hoon
aabad nahi barbad sahi 
gata hoon khushi ke geet magar 
gata hoon khushi ke geet magar 
jakhmo se bhara seena hai mera 
hansti hai magar ye mast mein 
duniya duniya ya tere teer 
ka ya takdeer humara hoon 
awara hoon awara hoon 
ya gardis mein hoon aasmaan ka tara hoon 
awara hoon awara hoon
awara hoon awara hoon
ya gardis mein hoon aasmaan ka tara hoon
awara hoon awara hoon

Song details

Song video

Watch on YouTube