Roman script

armano ki duniya me 

ek toofan uthakar

armano ki duniya me 

ek toofan uthakar

dil le gaya koi 

pahlu se hay chura kar 

armano ki duniya me

aaja ki najar dundh rahi hai 

tujhe harpal 

aaja ki najar dundh rahi hai 

tujhe harpal 

accha nahi yuhi chipna 

baahon me sama kar 

dil le gaya haay 

dil le gaya 

dil le gaya koi 

pahlu se hay chura kar

armano ki duniya me

aabad hai dunia ye 

muka wakt raham se 

aabad hai dunia ye 

muka wakt raham se

barbad na kar dena 

meri dunia basa kar 

barbad na kar dena 

meri dunia basa kar 

dil le gaya haay 

dil le gaya koi 

pahlu se hay chura kar

armano ki duniya me

ummid bhare dil ko tera sahara 

ek tera sahara 

ummid bhare dil ko tera sahara 

ek tera sahara 

daman kabhi chhute na 

tera hath me aakar 

daman kabhi chhute na 

tera hath me aakar 

dil le gaya haay 

dil le gaya koi 

pahlu se hay chura kar

armano ki duniya me

Explore this song