Roman script

are fenk de jam ko hatho se kahi or tujhe chad jayengi bitwa

kahi or tujhe chad jayegi baap se beta sawa guna hai

bat yahi ad jyegi tu kahta hai mujhko chadhi hai

tu kahta hai mujhko chadhi hai o mai kahta hu tujhko

isi bat ka karle faisla kitni chadhi hai kisko

isi bat ka karle faisla kitni chadhi hai kisko

tu kahta hai mujhko chadhi hai tu kahta hai mujhko chadhi hai

o mai kahta hu tujhko isi bat ka karle faisla kitni chadhi hai kisko

isi bat ka karle faisla kitni chadhi hai kisko

tu kahta hai mujhko chadhi hai

tune jitni tune jitni dekhi na hogi utni maine pi hai

ha ha pi hai dunia pi ke lad jati hai maine mohabbat ki hai

ha ha ki hai mohabbat karne walo aao idhar aao

hath me lo khanjar apna gaw tum dikhao

are aata hu mai ha dikhata hu mai

kaisa hota hai gaw dekh lena are sambhal ke jra bach ke

aao are aao ispe chalke dikhao

tab to mai tujhko manu ha ha manu

jami pe jami pe chalna or bat hai

rassi pe chalo to mai manu

chalne ki bate chhodo darne ki bate chodo

aaj to ispe mai nachunga ha ha nachunga

bapu thode idhar udhar ho jaoge agar

jigni ka nach mai nachaunga ha nachaunga

Explore this song