Roman script

haye apna samjh ke aankh milaane ka shukriya 

soya hua naseeb jagaane ka shukriya 

haye apna samjh ke aankh milaane ka shukriya 

soya hua naseeb jagaane ka shukriya 

haye apna samjh ke

jin aandhiyo me chhup gaya suraj bhi chand bhi 

jin aandhiyo me chhup gaya suraj bhi chand bhi 

un aandhiyo me shamman jalaane ka shukriya 

haye apna samjh ke aankh milane ka shukriya

soya hua naseeb jagaane ka shukriya 

haye apna samjh ke

aankh mund kar gale me tere haar daal du 

aankh mund gale me tere haar daal du 

ujade chamen me phul khilaane ka shukriya 

haye apna samjh ke aankh milane ka shukriya

soya hua naseeb jagaane ka shukriya 

haye apna samjh ke

khawaabo ki tarah ab meri duniya bhi bas gayi 

khawaabo ki tarah ab meri duniya bhi bas gayi 

dil se nikal pahlu me aane ka shukriya 

haye apna samjh ke aankh milane ka shukriya

soya hua naseeb jagaane ka shukriya 

haye apna samjh ke

Explore this song