Roman script

sune mohabbat ke hai mele
aa jao aa jao
hum bhi akele tum bhi akele
aa jao aa jao
apna bana ke chhod  nahi jana
ho chhod  nahi jana
royenge hum aur hasega zamana
hasega zamana
apna banake chhod  nahi jana
ho chhod  nahi jana
aao kahi dur jaye sapno ke gaav me
ulfat ke geet gaye taro ki chav me
paas paas rahe hum
dur zamana ho dur zamana
apna banake chhod  nahi jana
ho chhod  nahi jana
mandap aakash ka ho chand mehman ho
taro ki barat ho shadi ka saman ho
dulhan banana mujhe 
dulhana banana o dulhana banana
apna banake chhod  nahi jana
ho chhod  nahi jana
apna banake chhod nahi jana
ho chhod  nahi jana

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar