Roman script

apani kaho kuchh meri suno

kya dil ka lagana bhul gaye kya bhul gaye

rone ki adat aisi padi

hansne ka tarana bhul gaye han bhul gae

kali rate bit gayi phir chandani rate ayi hai

phir chandani rate ayi hai dil me nahi ujiyala mere

gam ki ghatae chhai hai gam ki ghatae chhai hai      

prit ke vade yad karo kya prit nibhana bhul gaye

apni kaho kuchh meri suno 

kya dil ka lagana bhul gaye

bhula hua hai rah musafir bichhda hua hai mazil se

bichhda hua hai manzil se khoye hue raste ka pata

tum puchh lo kud apane dil se

tum puchh lo kud apane dil se

chalte chalte aise thake manzil ka thikana bhul gaye

ha bhul gaye apni kaho kuchh meri suno

kya dil ka lagana bhul gaye

nazdik aao nazdeek aao 

yah mausam nahi phir ane ka

yah mausam nahi phir ane ka

nazdik shama ke jane se kya hal hua parvane ka

kya hal hua parvane ka	mitne ka fasana yad raha

jalne ka fasana bhul gae kya bhul gaye

apni kaho kuchh meri suno

kya dil ka lagana bhul gae kya bhul gaye

Explore this song