Roman script
apni najar se unki najar tak ek jamana ek fasana kitne ho aap jaise aise jamane me apne dil ka kaun thikana unki jafa me mithi vafa hai jahar hai lekin kitna maja hai unki jafa me mithi vafa hai jahar hai lekin kitna maja hai marne ke hote hai lakho bahane jine ka hai bas ek bahana apni najar se unki najar tak ek jamana ek fasana dur hi dur se dil me samaye yu nahi aate to sapno me aaye dur hi dur se dil me samaye yu nahi aate to sapno me aaye kam hai unka pas na aana kam hamara preet nibhana apni najar se unki najar tak ek jamana ek fasana dil jo liya hai dard hi denge iske siva wo kuch na karenge dil jo liya hai dard hi denge iske siva wo kuch na karenge hota hai dil to hone do isko tire najar ka yuhi nishana apni najar se unki najar tak ek jamana ek fasana
Song details
- Singer: Mukesh
- Film / album: Hum Log (1951)
- Composer: Roshan
- Lyricist: Udhav Kumar
- Lyricist: Vishwamitra Aadil
- Actor: Balraj Sahni
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Nutan
- Actor: Shyama
- Actor: Kanhaiya Lal
- Actor: Durga Khote
- Actor: Sajjan
- Actor: Cuckoo
- Actor: Ratan
Song video
lyricist: Udhav Kumar, Vishwamitra Aadil