Roman script

apna daaman dekh kar ghabara gaye 
apna daaman dekh kar ghabara gaye
khun ke chhinte kaha tak aa gaye
apna daaman dekh kar ghabara gaye 
har kadam par saath hai 
rusawaiya ruswaiya 
har kadam par saath hai 
rusawaiya ruswaiya 
hum to apne aapse sharma gaye
khun ke chhinte kaha tak aa gaye
apna daaman dekh kar ghabara gaye 
hum chale the unke aansu pochhane pochhane 
hum chale the unke aansu pochhane pochhane 
apni aanko mein bhi aansu aa gaye
khun ke chhinte kaha tak aa gaye
apna daaman dekh kar ghabara gaye 
bhul hi apni si thi katil the hum 
katil the hum 
bhul hi apni si thi katil the hum 
katil the hum
devta samajh ke dhokha kha gaye
apna daaman dekh kar ghabara gaye
khun ke chhinte kaha tak aa gaye
apna daaman dekh kar ghabara gaye

Song details