Roman script

apna bana ke phir kyu bhulaya

apna bana ke phir kyu bhulaya

dil mera nasad hai, haye

dil mera nasad hai

aa mere sanam

ho aana bhi chahu kaise aau

aana bhi chahu kaise aau

pahre pe saiyaad hai, haye

pahre pe saiyaad hai

tera hu, teri kasam 

aa mere sanam

tera hu, teri kasam 

o apna bana ke

haye, aana bhi chahu

dil me humare dard jawa hai, jawa hai

itna bata de ab tu kahan hai, kahan hai

meri juba par tera baya hai

dil bhi wahi hai ab tu jaha hai, jaha hai

kahan hai 

aa, mere sanam

aa tera hu, teri kasam

tu apna bana ke

haye, aana bhi chahu

madhosh vade chahat ki rasme rasme

tune wafa ko khayi tho kasme kasme

dekho kahi bewafa na samjhna

kismat ke mare ko apna samjhna. samjhna

chala aa mere sanam

aa tera hu, teri kasam

tu apna bana ke

Explore this song