Roman script

ankhiya tarsan lagi, ankhiya tarsan lagi 

main to pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi

ankhiya tarsan lagi

pi ke lagan ki mehandi rachayi laaz ke kajare se aakhiya sajai

sar pe suhag ki chunari lahar ki man me sanse cham cham karte

pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi

ankhiya tarsan lagi

preet ki payal pyar ka angna khn khn baje mora kangana

puch rahi hai mathe ki bindiya kaahe churayi mori nindiya

pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi

ankhiya tarsan lagi, ankhiya tarsan lagi

ankhiya tarsan lagi, ankhiya tarsan lag

main to pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi

ankhiya tarsan lagi

Explore this song