Roman script

ankhiya gulabi jaise mad ki hain pyaliya 

mad ki hain pyaliya  jagi hui aankho me

sharam ki hain laliya sharam ki hain laliya 

ankhiya gulabi jaise mad ki hain pyaliya 

mad ki hain pyaliya  jagi hui aankho me

sharam ki hain laliya sharam ki hain laliya 

din hain jawani ke ulfat ki rate 

din hain jawani ke ulfat ki rate 

taaro ki chhanv me hain pyar bhari bate 

taaro ki chhanv me hain  pyar bhari bate 

suljhi hui lato me ho ho ho

suljhi hui lato me uljh gayi baliya

ankhiya gulabi jaise mad ki hain pyaliya

mad ki hain pyaliya jagi hui aankho me

sharam ki hain laliya sharam ki hain laliya

duniya meri aankho me hai tere khayal ki

duniya meri aankho me hai tere khayal ki

bhari huyi phulo se hai jholi sawaal ki 

bhari huyi phulo se hai jholi sawaal ki 

khili hain baharo me ho ho ho

khili hain baharo me phulo ki daliya

ankhiya gulabi jaise mad ki hain pyaliya 

mad ki hain pyaliya jagi hui aankho me

sharam ki hain laliya sharam ki hain laliya

aadhi-aadhi rat koi kahe jagaye re 

aadhi-aadhi rat koi kahe jagaye re 

najuk kalayi mori balkha naa jaye re

aadhi-aadhi rat koi kahe jagaye re

sun-sun khush hue ho ho ho

sun-sun khush hue mithi mithi galiya

ankhiya gulabi jaise mad ki hain pyaliya

mad ki hain pyaliya jagi hui aankho me

sharam ki hain laliya sharam ki hain laliya

Explore this song