Roman script

aankh jhuki si chal ruki si, ghum hai kaha matwala

fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala

dil me koi khalish bhi hai lab pe koi hansi bhi hai 

sil me koi khalish bhi hai lab pe koi hansi bhi hai 

socho to teri baat hai dekho to dillagi bhi hai 

julf udi hai tori chadhi hai khub ye dhang nikaala 

julf udi hai tori chadhi hai khub ye dhang nikaala 

fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala

aankh jhuki si chaal ruki si, ghum hai kaha matwala

fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala

hotho ko chup lagi hai kyu, chedo na koi dasta

uljha hua hai dil kahi, aise me hosh bhi akha

uljha hua hai dil kahi, aise me hosh bhi kaha

hosh bhi kam kam bat bhi kam kam, aaj hai rang nirala

hosh bhi kam kam bat bhi kam kam, aaj hai rang nirala

fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala

aankh jhuki si chal ruki si, ghum hai kaha matwala

fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala

dil me lagi hai aag si, isko mai man jau kya

chehre ka rang dekh lo hal mai khud batau kya

jaise ke ghayal jaise ke katil, jaise ke koi matwala

jaise ke ghayal jaise ke katil, jaise ke koi matwala

fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala

aankh jhuki si chal ruki si ghum hai kaha matwala

fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala

Explore this song