Roman script

angur ka daana hu suyi na chubho dena

angur ka daana hu suyi na chubho dena

suyi jo chubhoyi to ras tapakega

jo ras tapakega to kismis kismis kismis ban jaaugi

angur ka daana hu suyi na chubho dena

suyi jo chubhoyi to ras tapakega

jo ras tapakega to kismis kismis kismis ban jaaugi

angur ka daana hu

phulo ki tarah rakhna murjhaane nahi dena

khushbu ki tarah rakhna ud jaane nahi dena

phulo ki tarah rakhna murjhaane nahi dena

khushbu ki tarah rakhna ud jaane nahi dena

mai raat hu shabaab ki dhal jaane nahi dena

angur ka daana hu suyi na chubho dena

suyi jo chubhoyi to ras tapakega

jo ras tapakega to kismis kismis kismis ban jaaugi

angur ka daana hu

raato ki mai raani hu har dil ki jawani hu

angur ki beti hu sharaab puraani hu

raato ki mai raani hu har dil ki jawani hu

angur ki beti hu sharaab puraani hu

ye baat hai raaz ki khul jaane nahi dena

angur ka daana hu suyi na chubho dena

angur ka daana hu suyi na chubho dena

suyi jo chubhoyi to ras tapakega

jo ras tapakega to kismis kismis kismis ban jaaugi

Explore this song