Roman script

ang ang me umang charo or hai bahar
ang ang me umang charo or hai bahar 
pyari pyari rat me baj rahe hain dil ke tar

luta rahi hai rat aaj dono hath se khushi 

machal machal ke keh rahi hai har taraf se jindagi 

aisi rat phir kaha jo kar de dil ko bekarar
ang ang me umang charo or hai bahar
chamak pe aaj husn ki bahak rahi hai har najar 

pukarata hai har koyi jara idhar jara idhar 

dekh dekh jal rahe hain dip rup kaa singar
ang ang me umang charo or hai bahar
pyari pyari rat me baj rahe hain dil ke tar
ang ang me umang charo or hai bahar

Song details

Song video

Watch on YouTube