Roman script

andhi qismat kise le chalegi kahaan haay koi jaane na

gam ke haatho kise bech degi kahaan haay koi jaane na

haay koi jaane na kis ghadi gher le gam ki kaali badali

haay koi jaane na kis ghadi gher le gam ki kaali badali

iske sar jaane kab ghat pade aasmaan, haaye koi jaane na

bachke chalte hai sab zindagi ki dagar phir bhi mushkil hai kyo

bachke chalte hai sab zindagi ki dagar phir bhi mushkil hai kyo

aake manzil pe kyo lut gaye kaarwa haay koi jaane na

hai ye kis ka chaman jisme kaliyo ko khilne ka haq bhi nahi

hai ye kis ka chaman jisme kaliyo ko khilne ka haq bhi nahi

hai vo saiya ji ya naasamajh baagbaan haay koi jaane na

andhi qismat kise le chalegi kahaan haay koi jaane naa

Explore this song