Roman script

anand mangal karu aarti jai gaytri mata

anand mangal karu aarti jai gaytri mata

charo vedo ki janni tu mahamantar ki data

charo vedo ki janni tu mahamantar ki data

anand mangal karu aarti jai gaytri mata

teri mahima hai nirali tu sabki kare rakhwali

teri mahima hai nirali tu sabki kare rakhwali

bhule bhatke logo ko tu sanmarg dikhane wali

gyan ki devi tu hai mata, gyan ki devi tu hai mata

sabki bhagya vidhata

anand mangal karu aarti jai gaytri mata

anand mangal karu aarti jai gaytri mata

hai teri anupam maya jiska koi par na paya

hai teri anupam maya jiska koi par na paya

hai koti koti suryo ka, tujhme adbut tej samaya

tere tej ki ek kiran se, tere tej ki ek kiran se 

man ujjawal ho jata

anand mangal karu aarti jai gaytri mata

Explore this song