Roman script

jindagi khwaab hai ha hame bhi pta
par hame jindagi se bahur pyar hai 
sukh bhi the dukh bhi the 
dil ko ghere huye
chahe  jaisa tha rangin sansar tha 
aa gayi thi shikayat labon tak magar 
kise kahte to kya kahna bekar tha 
chal pade dard pikar to chalte rahe 
haar kar baith jane se inkaar tha
chaand din tha basera
hamara yahan ham bhi mehaman the 
ghar to us par tha
hamsafar ek din to bichhana hi tha
alvida alvida alvida
alvida alvida alvida

Song details

Song video

Watch on YouTube