Roman script

aksar koi kadka is hal me kisi kachhi kali ke jal me

jyu fansta hai yu mujhe fasna hai 

aksar koi laila is hal me kisi majnu ko fasakar jal me

jo karti hai wo mujhe karna hai 

aksar koi kadka is hal me pehle tum pehle tum 

pehle tum pehle tum tum tum tum tum tum  

hum tum hum tum ek kholi me band ho 

aur sanp aa jaye sanp se mai kahu mujhko chhod  ke 

tujhe kat khaye hum tum is bistar pe lete ho 

aur tera bap aa jaye apne dande se teri kamar tod ke 

mujhe le jaye hum tum hum tum hum tum hum tum

jhut bole bapu aaye mere bapu se dariyo 

wo tumko khub marenge tum mar kha liyo

wo tumko khub marenge tum mar kha liyo

mai aaya hu leke sath munde ko 

tujhe aabad kar dega tu apna le munde ko

mai aaya hu leke sath munde ko na na na na 

rafta rafta dekho muchh meri khadi hai 

sala rafta rafta dekho muchh meri khadi hai 

muchh meri khadi hai hath me lakdi hai 

aaj tujhe marunga na chhod unga mai tujhko 

bade dino bad sala mila hai tu mujhko 

meri biwi kaise teri ho gayi 

o mundiya teri chhuti ho gayi chhuti

hey jai jai gori bandal

jai jai gori bandal tu kar de isko andar 

ye daku mere pichhe pada

ho hai ye bap ya kasai jo beti ko fasai

ke mujhe ye din dekhna pada o saurab di

besak haddi fasli todo tera yaar ye kahta

besak haddi fasli todo tera yaar ye kahta

par us ghar me mujhe le jao jis ghar me doctor rahta 

jis muchhad ne mujhko mara jis muchhad ne mujhko mara 

us muchhad ko nahi chhod na 

tauba isko na todna nahi chhod ana

nahi chhod ana ise nahi chhod ana

aur nahi bas aur nahi tan ke kapde aur nahi

khol na sare hi sathi kuch to rahne de baki

aur nahi bas aur nahi aur nahi bas aur nahi

o ho mara hu mara mara hu mara mote ne mara 

le gaya kamre me tujhe pahalwan

lut gayi lut gayi meri jaan

tera shikar ho gaya mai bekar ho gaya

ho gaya mai bekar ho gaya

chura liya jab pahalwan ne mujhko

kiya nahi kuch usne sanam agar nahi ho tumko yaki to

agni pariksha le lo sanam agni pariksha le lo sanam

lo uth ja uth gayi dhod ja dhod gayi 

uth ja uth gayi dhod ja dhod gayi 

kud ja kud gayi aag me aag me

ghum ja ghum gayi gayi gayi gayi 

chal vapas aaja aa gayi raja aa gayi raja aa gayi 

na dharam me na pap koi kamane me

chain milta hai tujhe sine se lagane me

chum barabar chum hatheli chum barabar chum 

chum barabar chum hatheli chum barabar chum 

aag lagi hai pyas jagi hai chum barabar chum hatheli 

chum barabar chum chum barabar chum hatheli 

chum barabar chum

Explore this song