Roman script

ek jungli tota

ek jungli tota zaalim

chonch maar gayo re

kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re

ek jungli tota

ek jungli tota zaalim

chonch maar gayo re

kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re

ek jungli tota

bagiya me anjir paki hai, aur paki narangi

bagiya me anjir paki hai, aur paki narangi

morsare ke ped lage hai, mahue lage hai dangi

mahue lage hai dangi

par bairi dekho 

par bairi dekho amrayi ujaad gayo re

kaachi kaachi ambiya bigad gayo re

ek jungli tota

phulwari mahke, bulbul mahke chatke chet gulab re

phulwari mahke, bulbul mahke chatke chet gulab re

is paapi ko kuch na bhaye

sabkuch kare kharab re

sabkuch kare kharab re

ye lobhi langda

ye lobhi langda phulwari ujaad gayo re

kaachi kaachi ambiya bigad gayo re

ek jungli tota

oat chunayi baad lagayi, upar baandhi jaaali

oat chunayi baad lagayi, upar baandhi jaaali

ropan lekar main khud baithi karne ko rakhwali

karne ko rakhwali

par jane kaise 

par jane kaise julmi gota maar gayo re

kaachi kaachi ambiya bigad gayo re

ek jungli tota

ek jungli tota zaalim

chonch maar gayo re

kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re

kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re

kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re

Explore this song