Roman script

ek ganga sab ko taare ek jamuna paar utaare

ek ganga sab ko taare ek jamuna paar utaare

aur tisri ye sarasvati jo chupkar bhi uddhare

sangam me naha lo aur punay kama lo

sangam me naha lo aur punay kama lo

ye lok sawaaro parlok sudhaaro

sangam me naha lo aur punay kama lo

sangam me naha lo aur punay kama lo

kuch aisa jaadu hai is paani ke ander

kuch aisa jaadu hai is paani ke ander

isme to pada hua kankad bhi hai shankar

sansaar saja lo, sansaar saja lo

aur swarg bhi pa lo sangam me naha lo

aur punay kama lo sangam me naha lo

aur punay kama lo

ye maati ramayan, ye maati hai geeta

ye maati ramayan, ye maati hai geeta

ye maati ved puraan, ye radha ye seeta

ye dhul utha lo

ye dhul utha lo aur sar chadha lo

sangam me naha lo aur punay kama lo

sangam me naha lo aur punay kama lo

har moni amavas ko yaha amrit ras barse

har moni amavas ko yaha amrit ras barse

is din to nahane ko devo ka man tarse

ek dubki laga lo, ek dubki laga lo

aut bhaag jaga lo sangam me naha lo

aur punay kama lo sangam me naha lo

aur punay kama lo ye lok sawaaro

parlok sudhaaro sangam me naha lo

aur punay kama lo sangam me naha lo

aur punay kama lo

Explore this song