Roman script

akhiyo ko asnaan kara kar, main darshan ko aayi
main darshan ko aayi
akhiyo ko asnaan kara kar, main darshan ko aayi
main darshan ko aayi
tute manke, lekar man ke, bhent chadhane layi
main darshan ko aayi
sadhu ne sanyas liya aur ang bhabhut ramai 
ang bhabhut ramai 
sadhu ne sanyas liya aur ang bhabhut ramai 
ang bhabhut ramai 
dhul bani raaho ki meera, charnan bich samai
main darshan ko aayi
ho main darshan ko aayi
o pagli ke pagle preetam kaisi preet nibhai 
kaisi preet nibhai 
o pagli ke pagle preetam kaisi preet nibhai 
kaisi preet nibhai 
sakhiyo ka to ji bahlaya hamri hansi udai
main darshan ko aayi
ho main darshan ko aayi
suna man ka nagar sajaya preet ki jyot jagai 
preet ki jyot jagai 
suna man ka nagar sajaya preet ki jyot jagai 
preet ki jyot jagai 
is nagri se dur na jaiyo o hamre harzai
main darshan ko aayi
ho main darshan ko aayi
akhiyo ko asnaan kara kar, main darshan ko aayi
main darshan ko aayi

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Shammi Kapoor, Mala Sinha, Geeta Bali, Chand Usmani