Roman script

akele hi tadpata hai 

zamana pyar me haye

mujhe is baat par hai naaz 

mai tanha nahi tadpa

tadap jate hai ab wo bhi

tadap jana yaha tak hai 

hamare dil ki bechaini

ka afsana yaha tak hai

idhar jo dard uthta hai 

udhar bhi huk uthti hai

idhar jo dard uthta hai 

udhar bhi huk uthti hai

khayalo se khayalo ka 

ye takrana yaha tak hai

jaha tu ho waha dil hai

jaha dil hai wahi nazre

jaha tu ho waha dil hai

jaha dil hai wahi nazre

nigaho me nighao ka 

sama jana yaha tak hai

meri aankho ke afsane 

hue jate hai mastane 

meri aankho ke afsane 

hue jate hai mastane 

teri aankho ki masti ka 

chhalak aana yaha tak hai

tadap jate hai ab wo bhi

tadap jana yaha tak hai

Explore this song