Roman script

aisi hai duniya, hamne na jaana 

aisi hai duniya, hamne na jaana 

apana begana, dushman jamana 

aisi hai duniya, hamne na jaana 

laaye likha ke dil ka jalana 

laaye likha ke dil ka jalana 

hamko mana hain hansna hansaana 

hamko mana hain hansna hansaana 

aisi hai duniya, hamne na jaana 

rone ki ab to takat nahi hain 

rone ki ab to takat nahi hain

hansne ki ham me himmat nahi hain 

hansne ki hamme himmat nahi hain

kismat ne sikha unko rulana 

apana begana, dushman jamana 

aisi hai duniya, hamne na jaana

Explore this song