Roman script

aisa shama na hota kuch bhi yaha na hota

mere humrahi jo tum na hote

mere humrahi jo tum na hote

aisa shama na hota kuch bhi yaha na hota

mere humrahi jo tum na hote

mere humrahi jo tum na hote

mausam ye na aata yu na chati ye ghata

aise gungunake yu na gati ye hawa

mausam ye na aata yu na chati ye ghata

aise gungunake yu na gati ye hawa

gul sabnam ke moti na phirote

mere humrahi jo tum na hote

aisa shama na hota kuch bhi yaha na hota

mere humrahi jo tum na hote

mere humrahi jo tum na hote

raahe vahi vaade vahi badla kuch nahi

phir bhi tere milne se hai duniya kyu hasi

raahe vahi vaade vahi badla kuch nahi

phir bhi tere milne se hai duniya kyu hasi

kahi khwabo main ham gum naa hote

mere humrahi jo tum na hote

aisa shama na hota kuch bhi yaha na hota

mere humrahi jo tum na hote

mere humrahi jo tum na hote

hum tum jo na milte to na chata ye nasha

hota kuch bhi hoya ye na hota jo hua

hum tum jo na milte to na chata ye nasha

hota kuch bhi hoya ye na hota jo hua

yaha milke na dil aise khote

mere humrahi jo tum na hote

aisa shama na hota kuch bhi yaha na hota

mere humrahi jo tum na hote

mere humrahi jo tum na hote

Explore this song