Roman script
ai meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekhaa hai pahle kabhi ai meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekhaa hai pahle kabhi ai mere hamsafar mujhko pahchaan le main wo hi hun wo hi ai mere hamsafar mujhko pahchaan le main wo hi hun wo hi tu mere sath rahkar bhi kyun dur hai isliye ki tujhe khud ye manzur hai tu mere sath rahkar bhi kyun dur hai isliye ki tujhe khud ye manzur hai main tere paas hun main tere pass thi main wo hi hun wo hi ai meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekhaa hai pahle kabhi ai mere hamsafar mujhko pahchaan le main wo hi hun wo hi dil mein padti to hain teri parachhaiya dur hoti nahin phir bhi tanhaiya dil mein padti to hain teri parachhaiya dur hoti nahin phir bhi tanhaiya dil ke aaine mein jhaank kar dekh le main wo hi hun wo hi ai meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekhaa hai pahle kabhi ai mere hamsafar mujhko pahchaan le main wo hi hun wo hi tu wo hi hai jo mere khyalon mein thi main vo madira hun jo tere pyaalo mein thi tu wo hi hai jo mere khyalon mein thi main vo madira hun jo tere pyaalo mein thi kaun hun kyaa hun main ab to pahachaan le main wo hi hun wo hi wo hi ai meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekhaa hai pahle kabhi ai mere hamsafar mujhko pahchaan le main wo hi hun wo hi
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Pyar Ka Sapna (1969)
- Composer: Chitragupt
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Mala Sinha
- Actor: Biswajeet
- Actor: Mridula
- Actor: Johny Walker
- Actor: Helen
- Actor: Rajan Haksar
- Actor: Durga Khote
- Actor: Bipin Gupta
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Naina
- Actor: Asit Sen
- Actor: Kundan
Song video
singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
actor: Mala Sinha, Biswajeet