Roman script

ae mere dil teri manzil abhi 
aane wali hai, aane wali hai
ae mere dil teri manzil abhi 
aane wali hai, aane wali hai
zara si der mein, zara si der mein
teri kismat badal jane wali hai
dhadake jo dil is zami ka ya machle ye badal 
dhadake jo dil is zami ka ya machle ye badal 
chahat ka paigam sabko tu raah mein deta chal 
ulfat ka tu hai diwana haan haan re diwana 
na jane koi
ae mere dil teri manzil abhi 
aane wali hai, aane wali hai
zara si der mein, zara si der mein
teri kismat badal jane wali hai
halka sa unka ishara madhosh kar dega
halka sa unka ishara madhosh kar dega
paimana aankho se koi hans hans ke bhar dega
are pyas bujhegi teri haan haan re abhi teri 
ghabrana nahi
ae mere dil teri manzil abhi 
aane wali hai, aane wali hai
ae mere dil teri manzil abhi 
aane wali hai, aane wali hai
zara si der mein, zara si der mein
teri kismat badal jane wali hai

Song details

Song video

Watch on YouTube