Roman script

aye jamane bata do dilo ki khata
humko barbad karke tujhe kya mila
humko barbad karke tujhe kya mila
aye jamane bata do dilo ki khata
humko barbad karke tujhe kya mila
humko barbad karke tujhe kya mila
phul khilne na paye ki murjha gaye
haye kaisi musibat me hum aa gaye
hoth sine pade aansu pine pade
jindagi me nahi jindagi ka maja
aye jamane bata aa aa jamane bata 
rah gaye dil me araman dam tod ke 
hum pe hasti hai takdir muh mod ke
pyar ke din gaye hmse wo chhin gaye 
phul se ho gayi aaj khushbu juda
aye jamane bata aa aa jamane bata 
dil ke tukde huye dard badhne laga 
bante bante mukadar bigadne laga
tum udhar hum idhar, dil ko ab hai ye dar haye
tum udahr hum idhar, dil ko ab hai ye dar
tum samajh lo na humko kahi bevafa
tum samajh lo na humko kahi bevafa
aye jamane bata aa aa jamane bata 
aye jamane bata do dilo ki khata
humko barbad karke tujhe kya mila

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Talat Mahmood, Madhubala Zaveri