Roman script

aye subah tu shabnami

aye ghata tu surmayi

dekhte hi dil ko jo lut le 

aisa hai jadu kisi me kaha

aisa hai jadu kisi me kaha

tumhe tanha na chodegi meri nigah

tumhe tanha na chodegi meri nigah

dil betab hai bas yahi khwab hai

tujhko mai apna bana lu sanam

tujhko mai apna bana lu sanam

tujhe dunia se chin lu teri kasam

tujhe dunia se chin lu teri kasam

mohabbat ki hai ye diwangi

jo panchi ud na paye wohi mere sathi hai

masle hue phulo ki khusbu mujhe lubhati hai

roshni chubhti hai aankho ko

andhero se dosti hai

ye jo azab si dunia hai

ye jo azab si dunia hai

ye hi to meri dunia hai

Explore this song