Roman script

aye mere malik mere parwardigar

sun mere tute hue dil ki pukar

aaj mai lachar hu majbur hu

jinda rah kar zindagi se dur hu

aa gayi kashti meri majhdhar me 

sar jhukati hu tere darbar me

hath uthakar mangti hu mai dua

dekhiye khuda hai ab anzam kya

kon sunta hai meri fariyad ko

kon aata hai meri imdad ko

kon aata hai meri imdad ko

Explore this song