Roman script

aye mere dil sun mere jan aye mere dil 
aye mere dil sun mere jan 
rah gaye hum tum chale gaye mehman
aye mere dil ab vo khushi vo din kaha
chaldi bahare rah gaya vira
aye mere dil sun mere jan aye mere dil 
aankh ne jitne sapne dekhe aansu bankar bikhar gaye 
aankh ne jitne sapne dekhe aansu bankar bikhar gaye 
pyar ki manzil ro ro puchhe pyar ke rahi kidar gaye
suni kar ke ye naino ki galiya aye mere dil sun mere jan
rah gaye hum tum chale gaye mehman aye mere dil 
aaho se kab pathar pigla kya kuch karti aah meri
aaho se kab pathar pigla kya kuch karti aah meri
un ki manzil or kahi thi or kahi thi rah meri
rah gaye dil me mohabbat ke arman
aye mere dil sun meri jan rah gaye hum tum 
chale gaye mehman ab vo khushi vo din kaha
chaldi bahare rah gaya vira aye mere dil

Song details

Song video

Watch on YouTube