Roman script

ae khuda tune ye mohabbat banaai kyun hain 

gar bnaai to mohabbat me judaai kyun hain 

kyun diya pyar mujhe, iski jarurat kya thi 

meri barbaadi me shaamil, teri hi ek mat kya thi 

meri raho me to khushbu ka safar rahta tha 

dil me aabad gulaabo ka nagar rahta hain 

zindagi haar bhari raah me laai kyun hain 

zindagi haar bhari raah me laai kyun hain 

ae khuda tune ye mohabbat banaai kyun hain 

ae khuda tune ye mohabbat banaai kyun hain 

main agar roun to sehra ko samndar kar du 

sakht ho jaau agar mom ko pathar kar du 

raakh ho jaye jahan main jo agar aah bhru 

aasman tut pade ujhse jo fariyaad karun 

itni geharaai mere ishq me aayi kyun hain 

itni geharaai mere ishq me aayi kyun hain 

ae khuda tune ye mohabbat banaai kyun hain 

ae khuda tune ye mohabbat banaai kyun hain

gar bnaai to mohabbat me judaai kyun hain 

gar bnaai to mohabbat me judaai kyun hain

Explore this song