Roman script

ai kamal ai kamal tu ab kya nain ko bhaaye 
ai kamal tu ab kya nain ko bhaaye
baithe hai hum prem mein nain mein gawaye 
ab kya nain ko bhaaye 
ai kamal tu ab kya nain ko bhaaye 
phoolo mein tu sbase koma 
sabase pyara rang roop mein nyaras
par tujse komal aang hai uska 
tujhse pyara rang hai uska
jiska pyaar mere mann ban mein 
jiska pyaar mere mann ban mein
sukh ke kamal khilaye
ab ky nain ko bhaye 
ai kamal tu ab kya nain ko bhaaye
khilke jab tu muskaye sarma jate phool hai saare
aagan mein jab wo has deti

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Gauddas, Faiyyaz Hashmi, Narottam Vyas